"Gussa mat karo...Iss ki ibteda Junoon hai aur inteha Pashai'maan".
Sunday, 23 December 2012
Zindagi ka koye maqsaad
"Zindagi ka koye maqsaad bana lo..Phir apni saari quwat uss k husool per laga do... Tum Zaroor kamyaab ho gay"..!!!
Jawab denay mein
"Jawab denay mein jaldi na karo...ta k akhir mein khifat-0-pareshaani na ho".
Mehnaat kernay wala
"Mehnaat kernay wala kabhi pareshaan nahin hota...Sust rehnay wala kabhi khush nahin hota".
Kirdaar Azeem Hota Hai
"Insaan Khud Azeem Nahin..Balkeh Uss Ka Kirdaar Azeem Hota Hai..".
Tou samjh lo
"Jo Shakhs Tumhari Khaamiyan Bayan karay..Tou samjh lo Wo tumhara Behtareen Dost hai".!!
Kisi ki khaamiyon
" Kisi ki khaamiyon ko dekhnay se pehlay apnay geery'baan mein jhaank lo".
Subscribe to:
Posts (Atom)